Chand Lamhe Shilpa Rao Helicopter Eela Video HD

Video: Chand Lamhe Shilpa Rao Helicopter Eela Video HD

Chand Lamhe Shilpa Rao Helicopter Eela Video HD Hindi.


Video Details

Movie Helicopter Eela 2018
Artist

Shilpa Rao

Music Daniel B George
Lyrics Asma
Label Saregama Music
Category Hindi

Chand Lamhe a soul soothing song in Shilpa Rao’s voice is from the upcoming movie Helicopter Eela starring Kajol & Riddhi Sen in lead roles. Music has been given by Daniel B George. Lyrics have been penned by Asma Mrhd

Song Credits:
Title : Chand Lamhe
Starcast – Kajol, Riddhi Sen, Tota Roy Chowdhury, Neha Dhupia
Director – Pradeep Sarkar
Presented By: Ajay Devgn & Jayantilal Gada (pen)
Produced By – Ajay Devgn, Dhaval Jayantilal Gada & Aksshay Jayantilal Gada
Co-produced by – Kumar Mangat Pathak, Vikrant Sharma, Reshmaa Kadakia, Kushal Kantilal Gada, Neeraj Gala
Singer – Shilpa Rao
Music Director Daniel B George
Lyricist – Asma
Choreographer – Ranju Varghese
Cinematographer – Sirsha Ray Film
Editor – Dharmendra Sharma

Label:: Saregama India Ltd.

lyrics

Chand lamhe bas khushi ke
Aur phir khali soona sa aangan (x2)
Wohi andhyaari kaali raatein
Wohi andhyaare soone se din
Wohi khamoshi har pal chaar su
Wohi tanhaayi har su har dum
Tu gaya to ruki saari saansein
Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham
Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham
Chand lamhe bas khushi ke
Dil dhadakna hi jaise ho bhool gaya
Pal guzarta guzarta yun tham sa gaya
Saansein patthar huyi, rooh patthar huye
Lafzon ka saath izhaar ne chhod diya
Nam hai aankhein, raah par sang
Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham
Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham
Chand lamhe bas khushi ke
Hoonk uthti hai har dil ke aahosh mein
Kaise dhoondhun tumhein
Tum kahan kho gaye
Zindagi mein tufaano ka majma laga
Taan nazar sanaate ke dayare bane
Dhundh hi dhund nahi tu mere sang
Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham
Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham
Chand lamhe bas khushi ke
Aur phir khali soona sa aangan
Wohi andhyaari kaali raatein
Wohi andhyaare soone se din
Wohi khamoshi har pal chaar su
Wohi tanhaayi har su har dum
Tu gaya toh ruki saari saansein
Mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham (x3)